Happy Birthday, Emaan! ❤️
Meri Jana, aaj ka din sirf tumhare naam.
Har aanay wale kal mein, meri dua hai ke tum mere saath raho. ♡
My Feelings For You 💌
Coming soon ♡
Our Beautiful Memories ♡
Coming soon ♡
28 Reasons Why I Love You ❤️
Hamare taqreeban do saal ke khoobsurat safar ke naam. Har dil mein tumhare liye meri mohabbat ki ek wajah chupi hai.
0 / 28 dil khulay
💌 Meri Jana ke naam
Hamare taqreeban do saal ke safar mein tum meri zindagi ka bohat khoobsurat hissa ban gayi ho. Tumhara meri fikar karna aur meri care karna mere liye bohat qeemti hai. Allah hamari mohabbat mein izzat, bharosa aur sukoon rakhe. Meri dua hai ke har aanay wala birthday tumhare saath celebrate karun.
Sirf tumhare liye ❤️
Jana, tumhara meri care karna mere liye bohat qeemti hai. Allah tumhein hamesha khush rakhe aur hamara saath naseeb mein likhe. Happy Birthday meri Emaan!